Terima Kasih yang sudah SUBSCRIBE.
Yang belum Jangan lupa untuk Pencet Tombol SUBSCRIBE dan Nyalakan Tombol Loncengnya agar tidak ketinggalan video video dari Lana Musical.
Semoga Terhibur dan Berkaraoke Ria.
--------------------------------------------------------------------------------
Originaly Song by :
Teri Meri Slow Remix DJ ACIK Voc. Lusiana Safara
https://youtu.be/OrOPAroRkeg
TERI MERI Cover Lusiana Safara - Dangdut Koplo Version
https://youtu.be/QTyUfawvnjY
--------------------------------------------------------------------------------
Lirik Lagu
Teri Meri, Meri Teri Prem Kahani Hai Mushqil
Do Lafzoon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye
Ek Ladka Ek Ladki Ki Yeh Kahani Hai Nayi
Do Lafzoon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye
Ek Dooje Se Huye Juda Jab Ek Dooje Ke Liye Bane
Teri Meri, Meri Teri Prem Kahani Hai Mushqil
Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye
Aaa...Aaa...Aaa...Aaa...
Sara Din Bit Jaaye, Saari Raat Jagaye
Bas Khayal Tumhara Lamha Lamha Tadpaye
Yeh Tadap Keh Rahi Hai Mit Jaaye Faasle
Ek Dooje Se Huye Juda Jab Ek Dooje Ke Liye Bane
Teri Meri, Meri Teri Prem Kahani Hai Mushqil
Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye
Aaa...Aaa...Aaa...Aaa...
Ek Ladka Ek Ladki Ki Yeh Kahani Hai Nayi
Do Lafzoon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye
#LanaMusical #TechnicsKN7000