Home » Music » DUA Hadees E Kisa ka Urdu Manzoom tarjuma | حدیثِ کساء | Mohsin Hashmi

DUA Hadees E Kisa ka Urdu Manzoom tarjuma | حدیثِ کساء | Mohsin Hashmi

Written By TNA Records on Wednesday, Feb 19, 2020 | 04:00 AM

 
اپنے گھر میں اور کاروبار کی جگہ پر برکت کیلئے حدیثِ کساء کو پہلی بار اردو ترجمہ کے ساتھ روزانہ سنئیے Presenting you the New Manqabat 2019 by Mohsin Hashmi . This new Manqabat is written by Arsalan Azmi #HadisEKisa #HadeesEKisa #HaditheKisa HaditheKisa Lyrics: SYEDA TAHIRA RAZIYA MARZIYA Sahabi Nabi ka jabir ye kahta Hai Binte Nabi ne ye mujhko btaya ek roz ghar ae the piarey baba Naqahut se unka badan tootta Tha wo Kahne lge ke suno beti zahra Shafiye zamana ko ab tum shifa do Mujhe lake tum apni chadar udha do Zamee or ab kis qadar jag magae Shabihe muhhmad hassan ghar main ae Abhi qabl is ke ye madar batae Mahek ae Nana ki wo muskuray Kaha ye Nabi salami ho tum per Mere janishi udhlo tum bhi chadar Abhi ek lamha bhi guzra nhi Tha Wo Aya Nabi jis ka bante the naka Hussain ibne haider ne madar se Bola Ye mahsos hota Hai ghar main Hai nana Kaha bibi Zahra ne mere dulare Hain chadar main mujood Nana tumare Hussain ae nazdeeq or thami chadar Ye aqa ne Bola nazar ko jhuka ker salami ho Nana pe bhai hassan Chale ao nazdeeq bole payamber Tim is kahkasha ke ho chothe sitare Hai Deen bhi humara tum hare saharey Falak ki nigaho ne manzer ye dekha Wo Aya jo mere Nabi ka saya Nabuwat ka mushkil Kusha mere mola Nabi ne unhe bhi kisa main bolaya Naqahut Hoi door mere nabi ki Hoi johi chadar main shirkat Ali ki Ye Kahne lgi syeda se nabuwat Chali ao beti tumhe Hai ijazt Hoi Fatima ki kisa main jo shirkat Taharut ki jibreel le ae ayat Banae gae Jin ki khatir ye dunia Hoe Pancho unwar chadar main yakja Subhi agye to Muhammad ne bola Ye Mera nhi Hai khuda ka Hai kahna Jo dushman Hai inka wo dushman Hai mera Inhe jis ne chaha usse main chaha Jalal or izet ki mujhko qasam Hai Khudae ka Inke sabab se bharam Hai Dua Arsalan or mohsin ye kr na Rahe Inse nisbat Hume bhi hemesha Rahe hum pe Saya hadise kisa ka Ke hain Inke noker ye turbat pe likhna Undhera bhi turbat se Yun door hoga Humari lehad main faqat noor hoga All Rights are reserved with TnaRecords, We don't allow any one to upload or use our content on any Website or Social Media platforms without our permission. TnaRecords is one of best record label company in Pakistan. Our aim is to provide quality product to our viewers. For more new HD videos of Hamd, Naat, Manqabat, Qasida, Dhamal, Qawwali and etc please subscribe our official YouTube Channel: http://bit.ly/TNARecords Keep visiting for more updates: ✔ Facebook: https://www.facebook.com/TheTnaRecords ✔ Youtube: https://www.youtube.com/tnarecords ✔ Twitter: https://twitter.com/TNA_RECORDS Thank You