#EmiwayBantai #IndependentArtist
Song : Jhand Hai
Rapper, Music, Lyrics, : Emiway Bantai
------------------------------------------------------------------------------
BLV•Bollywood Lyrical Video's
| Follow On | Facebook Page : https://m.facebook.com/iSameerAli/
Subscribe Now : | Emiway Bantai |
https://m.youtube.com/channel/UCHmk8iNJHvf5mGN6_pkPc7g
------------------------------------------------------------------------------
Lyrics :
Intezaar Hai Us Waqt Ka Jab
Ghumonga Main Car Main
Jo Mujhe Lenahai Khud Ke
Kamai Ke Adhar Pe
Bazaar Mai Jo Cheese Hai Aaj
Mhengi Hai Mujhse Faar Hai
Panoti Cunoti Ban Ke
Mujhe Pe Safaar Hai
Deewar Hi Deewar Hai
Darar Hi Darar Hai
Kamyabi Farar Hai
Haan
Sub Kuch Bekaar Hai Zindagi Main
Har Ek Cheez Main Mere
Dikat hai
Bating Karne Milti Hai Tho
Pehele Ball Pe Wicket Hai
Ticket Hai Kaya Tere Pass
PuchTa Hai [ TC ]
Jis Din Main Ticket Liye bina
Karu Travel Aesi
JHand Wali Halaton Ko Leke Main
Chalahu Cohda Bhandu
Fir Bhi Garmi Mai Tujhe Main
Tujhe Main Thand Ka Maza Du Kaya ?
Jhand Hai (³×)
Zindagi Tho
Jhand Hai
Hai Tho Jhand Hai
haan Haan Jhand Hai
Zindagi Tho
Jhand Hai
Zindagi Tho
Jhand Hai
Aur Thoda Sa Zayda
Kala Motu Bablu Tha
Gabru Tha Main Height Mai
Aur Koi Bhi Aake Fight
De Ke Chal Detatha
Goud Gilla Hai Chote
Chot Billa Hai
Takleef Itni Badi Jitna GodZilla Hai
Chilaye Mere Andhar Ka
Ruhh Hona Chata Rubaru
Uper Wale Se Haat Jood Ke
Chick Ke Unse Main Puchu
Suno !
Safalta Milti Hai Sub Ko
Falata Sirf Mai Kyun ?
Kyun ?
Paresani Bati Sub Mai
Har Baar Fasta Main Hu
Kyun ? Kyun ?
Sunara Tum Logon Ko Dastan Yeh
Dastan Yeh !
Takleefon Se Bhara Hai Rasta Yeh
Rasta Yeh !
Chere Pe Bhot Badi Wali Hasi
Badi Wali Hasi
Gam Ko Chupane Ka Naqb Tha Yeh
Jhand Hai (³×)
Zindagi Tho
Jhand Hai
Jhand Hai (⁴×)
Zindagi Tho
Jhand Hai
Saath Jo Hai Deta
Woh Bigadta Halat Ko
Raat Ko Na Soo Saka
kyun ki main Mere Baat ko
Likhraha Tha Kagaz Ke Panno Pe
Kanno Mai Awazen Sunai
Detithi Tum Kuch Banoge
Wohi Ek Soch Soch
Jo Leke Chala Roz Roz
Khande Pe Mere Boj Boj
Takleefen Mujhe Noch Noch Ke Kharahi Hai
Mehnat Ke Gadi Tera
Bhai Ek Sawari Hai
Haar Na Manuga
Koshish Meri Jari Hai
I'am Working Hard
Is Khail Ka Khiladi Main
(khiladi main)
Haan Ab Meri Bari Hai
(bari hai) .