Home » Music » Yesu naam Tu Gale | Anil and Reena Kant | Music Video

Yesu naam Tu Gale | Anil and Reena Kant | Music Video

Written By Anil Kant on Sunday, Sep 20, 2015 | 11:14 AM

 
Album: Main Mandir Hoon Tera sung by Anil and Reena Kant. Lyrics and Composed by Anil Kant Trinity Sounds Pvt Ltd Location: Newbury, London Website : http://www.anilkant.org https://www.facebook.com/anilkantofficialpage https://www.youtube.com/anilkant https://twitter.com/anilkant https://www.instagram.com/anilkant https://itunes.apple.com/gb/artist/anil-kant/387365293 https://open.spotify.com/artist/6edYHxVyVnmki8UP9NMJBN https://music.amazon.com/artists/B0040CBZQ2 Lyrics Yesu Naam tu gaa le Praanon mein basa le Bhavsagar tu tar jaayega Paap uthaye bhatak rahaa kyun Yesu sharan mein aa jaa Jag ke peeche, bhaag raha kyun Yesu mein aa ke samaa ja Yesu hi sambhale, Yesu hi bachaa le Bhavsagar tu, tar jaayega Naam mein Yesu ke shakti Hai shanti hai mukti Chod de sab duniya ki baaten Kar Yesu ki bhakti Jeevan milega, anand milega Jab Yesu ke ghar jaayega (Romans 8:28) Unke liye sab baaten milkar Achhi hi ban jaayen Woh jo Prabhu se, pyar hain karte Aur jo gaye hain bulayen Vaada hai uska, uska vachan hai Khali kabhi na, woh jaayega