Home » Education » What Was Before Prophet Adam / History of Hinn, Binn and Jinn! (Hindi & Urdu)

What Was Before Prophet Adam / History of Hinn, Binn and Jinn! (Hindi & Urdu)

Written By Urdu Diary on Saturday, Nov 19, 2022 | 07:36 AM

 
Asslam o Alekum Dosto...! Ye baat tu Hum sab hi jante hain ke Humari Duniya Main Hazrat e Adam A.S se qabal Jinnat Abad the, Lekin Jab is qom ne zameen par fitna w fasad phailana shuru kiya tu Allah ke Hukum se Farishton ne in ke Khilaf Jung ki aur Zameen par in ki hukmarani ka Khatima kardiya, ye Aur baat hai ke Jinnat Aaj bhi mukhtalif jazeeron aur ghair Abad jaghon par poshida hai... Lekin Dosto Hum aaj is Video main aap ko un makhloqat ke bare main malomat faraham karen ge jo Jinnat se bhi pehle is duniya main abad thin, Mashoor Mufassir Allama Ibn e Kaseer aur deegar kaye ulma ne in makhloqat ke naam Hinn aur Binn bayan kiye hain.... mazeed tafsilat ke liye Video Mulahiza kijiye...