Home » People & Blogs » Mein Phir Bhi Tumko Chahunga (Lyrics) - Arijit Singh | Half Girlfriend

Mein Phir Bhi Tumko Chahunga (Lyrics) - Arijit Singh | Half Girlfriend

Written By Arijit Best Collection on Saturday, Jul 23, 2022 | 10:30 PM

 
Movie/album: Half Girlfriend Singers: Arijit Singh, Sasha Tirupati Song Lyricists: Manoj Muntashir Music Composer: Mithoon Sharma Music Director: Mithoon Sharma Music Label: Zee Musi Company Starring: Arjun Kapoor, Shraddha Kapoor, Rhea Chakraborty Release on: 19th May, 2017 Full song lyrics Tum mere ho iss pal mere ho Kal shayad yeh aalam na rahe Kuch aisa ho tum tum na raho Kuch aisa ho hum, hum na rahein… Yeh raaste alag ho jaaye Chalte chalte hum kho jaayein… Main phir bhi tumko chahunga… Main phir bhi tumko chahunga… Main phir bhi tumko chahunga… Main phir bhi tumko chahunga… Iss chahat mein marr jaaunga Main phir bhi tumko chahunga Meri jaan mein har khamoshi le Tere pyaar ke naghme gaaunga Mmm… Main phir bhi tumko chahunga Main phir bhi tumko chahunga Iss chahat mein marr jaaunga Main phir bhi tumko chahunga Aise zaroori ho mujhko tum Jaise hawayein saanson ko Aise talashun main tumko Jaise ki per zameeno ko Hansna ya rona ho mujhe Paagal sa dhoondu main tumhe Kal mujhse mohabbat ho na ho Kal mujhko ijazat ho na ho Toote dil ke tukde lekar Tere darr pe hi reh jaaunga Mmm… Main phir bhi tumko chahunga Main phir bhi tumko chahunga Iss chahat mein marr jaaunga Main phir bhi tumko chahunga Tum yun mile ho jabse mujhe Aur sunehari main lagti hoon Sirf labon se nahi ab toh Poore badan se hansti hoon Mere din raat salone se Sab hai tere hi hone se Yeh saath hamesha hoga nahin Tum aur kahin main aur kahin Lekin jab yaad karoge tum Main banke hawaa aa jaaunga O… Main phir bhi tumko chahunga Main phir bhi tumko chahunga Iss chahat mein marr jaunga Main phir bhi tumko chahunga Main phir bhi tumko chahunga Main phir bhi tumko chahunga Main phir bhi tumko chahunga Main phir bhi tumko chahunga