Home Β» People & Blogs Β» Dard Kam Nahi Hota Lyrics | Sahir Ali Bagga | Fatima Najeeb | OST

Dard Kam Nahi Hota Lyrics | Sahir Ali Bagga | Fatima Najeeb | OST

Written By Music Lover on Saturday, Feb 01, 2020 | 08:12 AM

 
OST Amrat Or Maya Sung by Sahir Ali Bagga Hina Nasrullah Lyrics Fatima najeeb Music Sahir Ali Bagga ________________________________ Enjoy & stay connected with us! πŸ‘‰ Subscribe to Musiclover: https://youtu.be/hrwXe0CS0E8 πŸ‘‰ Follow us on Instagram: https://www.instagram.com/mus_iclover2020 πŸ‘‰ Follow us on Facebook: https://www.facebook.com/musiclover89 #Dardkamnahihota #Sahiralibagga #Fatimanajeeb #Ost #mmusiclover Aaa...() Dur Manzil Hai Raah Guzar Tanha Rasta Khatm Hi Nahi Hota... Reja Reja Hai Khwaab Ankhon Me Kaise Keh Doo Ke Gham Nahi Hota... Koi Shikwa Nahi Magar Maula Koi Shikwa Nahi Magar Maula... Kya Karoon, Dard Kam Nahi Hota...() (Music)... Zindagi Ke Udaas Lamho Mein Teri Yaadon Ka Sayebaan To Hai... Tera Ehsas Teri Khushboo Hai Mere Apno Ka Ek Maan Toh Hai... Ye Chiragon Ko Kya Bujhayengi Ke Hawao Me Dum Nahi Hota... Koi Shikwa Nahi Magar Maula Koi Shikwa Nahi Magar Maula... Kya Karoon, Dard Kam Nahi Hota...() (Music)... Kya Kahein Kis Tarah Guzari Hai Zindagi Tujhko Jee Key Dekh Liya... Mere Zakhmon Ki Baat Karte Ho Ye Zeher Humne PeeKey Dekh Liya... Kya Kisi Se Gila Kare Koi Tu B-mayal Karam Nahi Hota... Koi Shikwa Nahi Magar Maula Koi Shikwa Nahi Magar Maula... Kya Karoon, Dard Kam Nahi Hota..